Love shayari or Hindi English shayari
Love 😍 shayari.com
aaj tanha hun to awaaz tak na di kisi ne
kal tak mahfil mein yaaron ka yaar tha mein
वो एक इंसान जो सोया नहीं कही रातों से
अगर उसकी वजा तुम हो तो किया तुमने ज़ुल्म नहीं किया
mat chhodna mere haath tum zindagi mein kabhi
ka main zinda hun tumhare saath hi rahne do
Love Shayari
aisa khamoshi ka alam ho jayega hamare baad
ke hawa mein parinde bhi udaas ho kar tera saher chod jayenege
मिलता हूँ टूट कर तो जुड़ता हूँ शान से
में खुश मिजाज़ शक्स भी और दिल जला भी
jab bhi socha hai tere shahar se hijrat karlo
tere waade mere kadmo se lipat jaate hai
humein to us ke khulos ne diwana bana diay
khud garz log hai jo chera dekh kr mohabbat karte hai
tujh ko pake tujhko khu diya hai
ye soch kar aksar dil ro diya hai
hamara daag-e-dil jaye na jaye
tera daman to humne dho diya hai
aaj phir teri yaad na rula diya humko
humne to iraada kya tha tujhe bhul jane ka
ye bewafao ki duniya hai dil sabhal kar rakhna
yahan log barbaad karne ke liye mohabbat ka sahara lete hai
में खुद हैरान हूँ अपने सब्र की इन्तहा देख कर
तुमने याद करना छोड़ दिया मैंने इंतज़ार करना नहीं
koi pal aisa nahi jis mein to yaad na aaya ho
sach kahun to meri har saans gulaam hai teri
bigair is ke ab aaram bhi nahi aata
wo shaks jis ka mujhe naam bhi nahi aata
tu hawa ke rukh pe chahaton ke diye jalane ki zid na kar
ye udaas logo ka shahar hai yahan mushkurane ki zid na kar
teri tahriron se aati hai tere haaton ki khushbo
bewafa mujhse tere khat ab jalaye nahi jaate
meri baatein meri yaadein yaad rakhna
bhul jana mujhe par meri shararatein yaad rakhna
Very love shayari
mein tabha hun tere piyaar mein tujhe dusro ka khayal hai
kuch mere masle par gaur kar meri zindagi ka sawal hai
फरयाद कर रही है तरसी होई निगह
देखे हुवे किसी को बहुत दिन गुजर गए
main badduwa to nahi de raha hu usko magar
duwa yahi hai usse mujh jaisa koi aur na mile
wo kab ka bhul chuka hoga teri yaadon ka kissa
bichhdh ke kisi se kisi ko kisi ka khyal kahan raheta hai
mausam badal raha hai apna khyaal rakhna aye mere dost
Q K badalte mausam aur badalte log bohut takleef dete hai
ek aarzo si hai ke unko bhol jaane ki
magar unki yaad aati hai to hasrat haar jaati hai
सायद मेरी वफ़ा में कोई कमी रही होगी
वो शक्स मेरा हो कर भी मेरा हो ना सका
ab to in aankhon se bhi jalan hoti hai mujhe
khuli ho to yaad teri band ho to khuwaab tere
Love Shayari images in Hindi
😍 shayari
haseen aankhon ka padhne ka abhi tak shauk hai mujhe
mohabbat mein ujadh kar bhi meri aadat nahi badli
kr kuch mere ilaaz bhi aye hakeem-mohabbat
har raat wo yaad aate hai mujhse suya nhi jata
thaam lo tera haath aur tujhe dil men chupa lo
tujhe dekhne wala koi aur na ho mere siwa
koi mohabbat kare to aitbaar na karna
har koi sanam saccha aashiq nahi hota
dikhawe ki mohabbat se bahtar hai nafrat hi karo humse
hum sacche jazbaaton ki badi kadar karte hai
जब बिखरे गा तेरे रुखसार पर तेरी आँखों का पानी
तुझे एहसास तब होगा मोहब्बत किस को कहते है
wahi mahesoos karte hai tapees mohabbat ki
jo khud se badh kar kisi se piyaar karte hai
teri ulfat ko pane ke liye kiya kuch nahi kya
mein bewafa hi sahi tum apni wafa to sabit karte
dil ko aadat si ho gayi hai toot jane ki
ab kaha koi khauf raha kisi ko dil tod jane ki
le gaya cheen ke kon aaj tera sabr-wo-qaraar
be-qarari tujhe aye dil aisi bhi to na thi
We are updating our Sad Love Shayari website on every day so keep coming back for latest Love Shayari.com



No comments:
Post a Comment